Islamic life
Bure Kheyalaat ka Pore Toor pr Inkaar
Qur'an e Kareem ka kalaam:
Qur'an e Kareem k mazmoon itne sachche, bolanad tareen martabe wale (highy Quality), insan ki taqaat se baahr or etne ajeeb w gareeb h ki islam k zahir hone k zamane m kisi bade se bade aaleem w phelasfar ka zahen w demaagh weha tak nhi pohoch sakta tha, or na koiey es tarha ka kalaam peesh kr sakta tha. Misaal k toor pr ease halaat m jab ki sari duniya m shirq ( kisi ko ALLAH ka sathi manna), both prasti (morti poja karna), taslees (teen khoda ko manna, oche- niche jese bore khayalaat) or galat fhasfe zehano pr chahey hove the. Qur'an e Kareem n apne oterne k shoro m hi en sab ko galat batate hove yeh ealaan keya:
اَلۡحَمۡدُ لِلّٰہِ رَبِّ الۡعٰلَمِیۡنَ
"Taarif (only) os ALLAH k ley h jo sari ka paalne wala h".
Es pehly hi aayat se Qura'n e Kareem n yeh bataaya h ki pori duniya k insan barabr h, onko paalne wala baa ekhtiyaar (aadikrt) maalik sirf eak h baki sab os k paale hove or bande h. Paalne wala sab ko eak jesa paalta h, or sab se mohbbat karta h, esley sab k peedaeshi hoqook ( janamseedh adikar) barabar h .
Es se pori duniya pr insani beradri m bhai chaara w baraabri, hamdardi, aapsi maadad, eqtisaadi ( economical) maslo ka behtareen hal, ALLAH ki zaat w sifaat (viyakteet w visheeshtaey) ki pehchan k eshare, ALLAH ko eak maanne w Mohammad S/W ko aakhari Rasool maane, ( matlab yeh h ki) deen w duniya k sare maamle saabit hote h, jes ko aaj duniya k saare aqal wale maanne pr majboor h.
Pechly mazhabi w gaer mazhabi kitabo m se kisi kitab ka aaghaaz (open) ease jaame ( viyapak) or boland alfhaz (highly words) se saabit nhi, sirf yehi eak aayat duniya k sabhi mazhabo ka kholasa or un ki talimaat ka nichood h, or insan ki infaraadi w ejteemaaey ( vieyaktigat w saamohik) zaroorato ki rah dekhne k ley pori roshni moheyya yani (oplabdh) karti h.
Bure Kheyalaat ka Pore Toor pr Inkaar
![]() |
ALLAH |

Qur'an e Kareem |

0 Comments