Islamic life
Har Cheez m Nar or Maada (couple) ka Tasavvur (imagination)
![]() |
Nar Maada |
Peghambare Aazam s/w
ALLAH Har Cheez m Nar or Maada:-
Quraan e Kareem m bahut se majmoon es tarha k h ki koiey bhi insan, chahey weh kitna hi aalim w fhazeel (scholar), pori aqal rakhne wala kiu na ho, KHODA ki talimaat k beghaer na un ko jan sakta h, or na bayaan kr sakta h, balki duniya k sab aqalmand olma jama hokr bhi un ka ilam hasil nhi kr sakte. Esi tarha kai majmoon ease h ki islam k zahir hone k waqt duniya m kisi ko un ka ilam na tha. Sadiyo baad science ki tarqqeeyo ki roshni m un ka ilam hasil hova or Quraan e Kareem ka beyan haq sabit hova.
Quraan e Kareem m ALLAH Taala ka irshad h:-
(Yani hamne har chez m nar maada jode peeda key h)
Yeh lagbhag 1400 pehle ka naazil (trnscript) hova kalaam h. Os waqt kisi ilam k dayre m zhojeeyat (beconnected) k Kanoon ka kheyaal bhi na tha. Os k seakdho saalo baad science w nabaataat (vigetation) k maahiro n sadiyo ki tehqeek (search) w talash k baad yeh khoj ki ki duniya ki har chez m yeha tak ki reet k zero m bhi nar w maada ka wojood h.
0 Comments